Wednesday, May 6, 2009

Na Chemistry Hoti Na Love Hota

Na Chemistry Hoti Na Love Hota
Na Chemistry hoti na main Student hotaNa ye Lab hoti Na Ye Accident Hota
Abhi Practical main ayee nazar Ek LadkiSunder thi Naak Us ki Test Tube Jaisi
Baton main Us ki Glucose ki Mithas thiSanson main Ester ki Khushboo bhi sath thi
Aankhon se jhalakta tha kuch is Tarah ka PyaarBin Piye hi ho jata hai Alcohol ka Khumar
Anzene sa hota tha Uski Presence ka EhsaasAndhere main hota tha Radium ka Abhas
Nazrain mileen, reaction huaKuch is tarah Love ka Production hua
Lagne lage Us ke Ghar ke Chakkar aiseNucleus ke charon taraf Electron hon jaise
Us din hamare Test ka Confirmation huaJab us ke daddy se hamara Introduction hua
Sun kar hamari baat wo aise Uchal pareIgnesium Tube main jaise Sodium Bharak uthe
Wo bole, Hosh main aao, Pahchano apni AuqatIron mil nahin sakta kabhi Gold ke saath
Ye sun ker Tuta hamare Armanon Bhara BeakerAur ham Chup rahe Benzaldehyde ka Karwa Ghoont pee ker
Ab us ki yadon ke siwa hamara Kam chalta na thaAur Lab main hamare Dil ke siwa kuch jalta na tha
Zindagi ho gayee Unsaturated Hydrocarbon ki TarahAur ham phirte hain Awara Hydrogen ki Tarah

No comments: